.....
Funny (SMS) लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Funny (SMS) लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

20 फ़रवरी 2009

Funny (SMS)

1 khwab ,1 pyar ,1 haqiqat ho tum .
Dosti me padnewali har zaroorat ho tum.
Jisko roj itne SMS karnepade,
woh musibat ho tum.


Ab Aur Manzil Pane Ki Hasrat Nahi
Kisi Ki Yaad Me Mar Jane Ki Fitrat Nahi
Aap Jese Dost Jabse Mile
Kisi Aur Ko Dost Banane Ki Jarurat Nahi


Kuch dost palbhar me bhula diye jate hai
kuch dost pal-pal yad aate hai
hum apse yahi puchna chahte hai
k dosto ki is kataar me hum kaha aate hai


KHUSHI se dil ko aabad karna
GAM ko dil se aazad karna
Bas itni gujaarish hai aapse ki
ho sake to din mein ek baar yaad jaroor karna


Zindagi zakhmo se bhari hai,
waqt ko marham banana seekh lo.
Harna toh hai hi maut ke hatho ek din,
Filhaal zindagi ko jeena seekh lo


Har yado me usi ki yad rehti hai.
Meri ankho ko usi ki talash rhti hai.
kuch tum b dua kro yaro.
Suna hai dosto ki dua me farishto ki fariyad hoti hai…


Khusiyo ka ek sansaar leke ayenge,
Patjhar mein bhi bhar leke ayenge,
Jab bhi pukarenge aap pyaar se,
Zindgi se saansen udhar leke ayenge…

Read more...

Funny (SMS)

Zindagi zakhmo se bhari hai,
waqt ko marham banana seekh lo.
Harna toh hai hi maut ke hatho ek din,
Filhaal zindagi ko jeena seekh lo


Har yado me usi ki yad rehti hai.
Meri ankho ko usi ki talash rhti hai.
kuch tum b dua kro yaro.
Suna hai dosto ki dua me farishto ki fariyad hoti hai…


Khusiyo ka ek sansaar leke ayenge,
Patjhar mein bhi bhar leke ayenge,
Jab bhi pukarenge aap pyaar se,
Zindgi se saansen udhar leke ayenge…


Thoda socha hai humne …
thoda jaana hai humne…
Mushkil se magar pehchana hai humne…
Koi aap jaisa na tha na hoga…
isliye dost aapko mana hai humne


Lamhe ye Suhane saath ho na ho,
Kal me aaj jaisi koi baat ho na ho,
Aapki dosti hamesha is DIL me rahegi,
Chahe kabhi mulakat ho na ho.


Itni dosti naa karo ki bigad jaye hum.
thoda danta bhi karo ki sudhar jaye hum.
ho jaye gar humse koi khata to ho jana khafa,
magar itna bhi nahi k mar hi jaye hum.


Bhikhri ankhon se moti hum piro na sake teri yaad me sari raat so na sake
beh na jaye ansuon me tasvir ye soch kar
hum ro na sake


Gum ki aahat bhi na aaye tere dar par,
pyar ka samunder ka tu bhi ek kinara ho,
kabhi bhool se jo tapke teri aankh se moti,
thame wohi jo tujhe sab se pyara ho !!!


Kisi mor pe ham ap ko khoney nahi denge..
Juda hona chaho to honey nahi denge…
Chandni raton man aye gi meri yad…
Meri yad ke wo pal ap ko soney nahi denge


Bhulana tumhe na asaan hoga
jo bhule tumhe wo nadan hoga
aap to baste ho ruh me hamari,
bus aap hame na bhulana ye aapka ehsaan hoga.


Aaj door se hi koi salaam kar gaya,
apni yadon ka gulaam kar gaya ,
apni zingagi girvi rakhi thi jiske paas,
aaj wohi hume nilaam kar gaye……..


Khuda ke Ghar se Kuch Gadhe farar hogaye
kuch to pakde gaye
kuch hamare yaar hogaye…

Read more...

19 फ़रवरी 2009

Funny (SMS)

Bandar ki Beti Apne Baap se Boli
Papa Papa Mujhe Shadi Karni Hai
Beta thoda intezar karo kyonki
Dulha Abhi SMS Read Kar Rahi hai


Jis taraf dekho apka hi naam hai
Jis taraf dekho apka hi naam hai
upar likha hai most wanted
neeche 25 paise ka inaam hai


Usne mehndi laga rakhi thi
humne uski doli utha rakhi thi
hum ko maloom tha ke woh bewafa niklegi
issi liye humne uski behan pata rakhi thi


Ishq Me Dekh Tera Kya Haal Ho Gaya,
Badan Se Badbu Maar Rahi Hai,
Tujhe Nahaye Hue Zamana Ho Gaya.


Internet par ladki pataayi
Internet par ho gayi sagaayi
Internet par divorce ho gaya
Is bahaane computer ka course ho gaya


Dekha tujhe to rooh khush ho gayi,
Ek kami thi vo bhi puri ho gayi,
Pagal hain vo log jo kehte hain ki,
Chimpanzi ki aakhri nasal kahin kho gayi!!


Na ishq karna mere yaar
ye ladkiya bahut satati hai
na karna in par aitbar
ye kharch bahut karwati hai
recharge tum karwa ke dete ho
or number mera lagati hai...


Teri yaad mein humne kalam uthaayi
Liya paper aur tasveer aapki banayi
Socha tha ki usko dil se laga kar rakhenge
Magar vo to bacho ko draane ke kaam aayi…


Umeedo ki manjil toot gayi
Aankho se ashqo ki dhara beh gayi
Are tumahri bhi kya izaat reh gayi
Jab class ki ladki bhaiya keh gayi..


Pyaar Ise Kehte Hain
Jawani ko zindage ki nikhaar kehte hain,
pathjad ko chaman ka majdhaar kehte hain,
Ajeeb chalan hain duniya ka yaaro,
Ek Dhoka hain Jise hum sab PYAAR kehte hain!


Hum aise aashik hain jo gulab ko kamal bana denge,
Uski har adaa par ghazal bana denge,
Agar wo aa jayegi meri zindagi me,
To lalu ki kasam Bihar me bhi Tajmahal bana denge.


Yeh jo hasinao ke baal hote hai,
ladko ko fasane ke jaal hote hai,
pee jati hai sara khoon ladko ka
tabhi to gaal itne laal hote hai..


Tum door sahi majboor sahi,
par yaad tumhari aati hai,
Jab saans wahan par
leti ho toh badboo yahaan par aati hai


Majnu ko Laila ka SMS nahi aaya
Usne 3 din se khana nahi khaya.
Woh marne wala hai Laila ke pyar mein,
Aur Laila baithi hai SMS free hone ke intezar mein.


Har gali phoolon se saja rakhi hai,
Har chowk pe ladkiyan bitha rakhi hai,
Na jane kis raste se aap aaoge,
Isliye har ladki ko ek-ek raakhi thama rakhi hai.

Read more...

Funny (SMS)

Mere Marne ke baad aey dost aansoo mat bahana…
agar yaad aaye meri to seedhe upar chale aana…
Agar waha me na dikhu to samajh lena tu narak me hai…


Arz hai unki galiyon ke chakkar kaat kaatte
kutte hamare yaar ho gaye,
wo to hamare na ho sake par hum
kutton ke sardar ho gaye…


Dil k dard ko zuba par laate nahi,
hum apni aankhon se ansu bahate nahi,
Zakhm chahe kitne hi gahre kyo na ho,
hum DETTOL k siva kuch laagate nahi.


Tum paas hot to tujhpe pyar aata hai,
Tum door ho to tera intezaar satata hai.
Kya kahe is dil ki haalat ki,
Tujhe yaad kar karke hume bukhaar ho jaata hai.


Amiri ke khwab Dekhne laga,
Angreji Sharab Chakhane laga,
Baap ne kabhi Pager nahi dekha,
aur beta Mobile rakhne laga!!!


Mandir mein jap karta hoon,
Masjid mein adab karta hoon,
insan se kahin bhagwan na ban jaun
isliye roz tujhko SMS karke pap karta hoon


Hotho se jo choo liya,
Ehsaas Aab tak hai,
Aankhe Nam hai, Aur sanso mein Aag aab tak hain…
Aur kyo na ho… Khayi Bhi to ‘HARI Mirchi…’-hai. ..


Andhe ke hath me “TORCH”,
Bahare ke hath me “RADIO”,
Gunge ke hath me “MIKE”,
AUR AAP KE HATH ME “MOBILE”
WAH WAH Kya Jamana Aaya hai!!!


Mulk ki bhi ek sarhad hoti hai,
Bacche ki bhi ek zid hoti hai,
Aur kitna intezar karu tere sms ka,
arre yaar kanjusi ki bhi ek haad hoti hai.


Yaad karte hai tumhe tanhai me,
Dil duba hai gamo ki gahrai me,
hume mat dhundo duniya ki bhid me,
hum milenge tumhe fir kisi,
free SMS ki scheme me.

Read more...

Funny (SMS)

Gadha jo khaye wo Ghas ho tum,
Buddhe ka Chyawanprash ho tum,
Idiot stupid bakwas ho tum,
Par jo bhi ho yar, Dost Jhakaas ho tum…


Lehar aati hai, kinare se palat jati hai,
yaad aati hai, dil mein simat jati hai,
dono mein farakh sirf itna hai,
lehar bewaqt aati hai, aur yaad har waqt aati hai.


Jab dosti ki dastaan waqt sunayega,
hum ko bhi koi shaks yaad ayega ,
tab bhool jayenge zindagi ke gamon ko ,
jab AAp ke saath guzra waqt yaad ayega


Kabhi badli hui takdir nazar ati hai,
yado ki bas ek zanjir nazar ati hai ,
pade bhi to kya pade
yaar- mujhe mobile me bhi teri tasveer nazar ati hai,


Shadi karna tha par kismat khuli nahi,
TAJMAHAL Bana tha par MUMTAZ mili nahi,
Ab kismat khuli, Shadi hue,
ab TAZ banana chahta hu,
par ye MUMTAZ marti nahi!


Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo,
Pyar nahi to Shikayat hi kiya karo,
Itna bhi gair na samjho ki baat hi na kiya karo,
Phone nahi to SMS hi kiya karo….


Aap jaise log kuch khaas lagte hain.
man main har waqt hum ek aas rakhte hai.
najane kab aa jaye aap ka sms
is liye cell ko dil ke paas rakhte hai.


Jindagi behaal hai,
Sur hai naa taal hai,
Msgbox bhi kangal hai,
kya aapki sms factory me hadtal hai,
yaar kuch to bhejo ye meri mobile ki zindagi ka sawaal hai.


Is dil mein yaadon ke mele hain,
tum bin bahut akele hain,
sab kuch chodke tume SMS kar rele hain,
dekho hum kitne wele


Nazar tumhari, Nazar hamari,
Nazar ne dil ki nazar utari,
Nazar ne dekha nazar ko aise,
ki nazar dosti ko lage na hamari.


Baadal kitne khushnaseeb hai,
Door rahkar bhi zameen par baraste hai,
Hum kitne badnaseeb hai,
Paas rahkar bhi milne ko taraste hai.


Dosti ka pehala pegam aapke naam,
Zindagi ki akhari sham aapke naam..
Iss safar main humsafar hain hum dono,
Is dosti ko nibhana hain aapka kaam.


Is kadar hamari chahat ka imtihan na lijiye.
Kyu ho humse khafa, bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gaye humse khata,
Yu yaad na karke saza na dijiye.


Rishton ki ye duniye hai niraali,
Sab riston se pyaari hai dosti tumhaar!
Manzoor hai aansu bhi aakho mein hamaree,
Agar aa jaaye muskaan hot pe tumahari.


Khuda se thoda raham khareed lete,
Aap ke zakhmo ka marham khareed lete.
Agar kahi bikti khushiya meri,
To saari bech kar aap ka har ghum khareed lete.


Jam pe jam pine se kya fayda,
Sham ko pi subah utar jayegi.
Arey do boond dosti ke pi le,
Zindagi saari nashe mein guzar jayegi.


Fiza mein mehekti ek shaam ho tum,
Pyar mein chalakta jam ho tum.
Seene main chupaye phirte hai hum yaad tumahari,
Meri zindagi ka dusra naam ho tum.


Vaade pe o aitbaar nahi karte,
Hum zikre mohabbat sare bazaar nahi karte.
Darta hai dil unki ruswai se,
Aur who sochte hai hum unse pyar nahi karte.


Har kadam par imtihaan leti hai zindagi,
Har waqt naya sadma deti hai zindagi.
Hum jindagi se kya shikwa kare,
Aap jaise dost bhi to deti hai zindagi.


Kaash who nagme hame sunaye na hote,
Aaj unko sun kar aansu aye na hote.
Agar isi tarah bhool hi jaana tha,
To itni gehrai se dil me samaye na hote.


Har khushi kam hai,
Tera gum bhulane ke liye,
Ek tera gum hi kaafi hai,
Mujhe umr bhar rulane ke liye


Dil Ki Basti Bikhar Gayi Hoti
Ke Rooh Ke Zakhm Bhar Gaye Hote
Yeh Zindagi To Aap Ki Amaanat Hai Warna
Hum To Kab Ke Mar Gaye Hote


Unke Bewafai Par Wafa Hum Karenge
Yaad Ko Unki Dil Se Juda Hum Karenge
Itna Chaha Phir Bhi Yakeen Nahin
Aise Zindagi Jee Kar Kya Karenge


Mere Jineke Liye Tera Armaan Hi Kafi Hai .
Dil Ke Kalam Se Likhi Ye ! Dastaan Hi Kafi Hai.
Tir-E-Talwaar Ki Tujhe Kya Zaroorat-E-Nazneen,
Qatl Karne Ke Liye Teri Muskaan hi Kafi Hai


Ittefaq se hum mile,
Ittefaq se aap hume pasand aaye,
Ittefaq se hum dost bane,
Humari dosti ab ittefaq nahi,
Zindagi ki khoobsurat hakikat hai.


Yun durr reh! kar duriyon ko badaya nahi karte,
Apne deewano ko sataya nahi karte,
Har waqt bas jise tumhara khyal ho,
Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte.


Zamane se nahi to tanhai se darta hu,
Pyar se nahi to ruswai se darta hu,
Milne ki umang bahot hoti hai dil me,
Lekin milne ke baad teri judai se darta hu.


Hum to dil deneko taiyar baithe hai,
Darde mohabbat karne ko taiyar baite hai,
Par hai re meri futi kismat,
Koi dil leneko hi taiyar nahi.


Bekabu hai dil fir bhi jiya ja raha hu,
Khali hao botal fir bhi piya ja raha hu,
Majburi to dekho is dil ki.
Reply nahi mil raha fir bhi msg kiya ja raha hu..

Read more...

18 फ़रवरी 2009

Funny (SMS)

Wo ruthe is kadar ki manaya na gaya,
Durr itne ho gaye ki pass bulaya na gaya,
Dil to dil tha samundar ka sahil nahi,
Likh diya naam to fir mitaya na gaya.


Tumse doori ka ehsaas jab satane laga,
Tere saath guzra har lamha yaad aane laga,
Jabbhi tumhe bhulne ki koshish ki,
Ae dost tu dil ke aur paas ! aane laga..


Ham tere dil mein rahenge ek yaad bankar,
Tere lab pa khilenge muskaan bankar,
Kabhi hamein apne se juda na samajhna,
Hum tere saath challenge aasmaan bankar.


Haqiqat samjho ya afsana,
Begana kaho ya deewana,
Suno is dil ka fasana,
Teri dosti hai mere jeene ka bahana..


Kuch nasha to aapki baat ka hai
Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai
Hame aap yuhi sharabi na kahiye,
Yeh dil par asar to aapse mulaqat ka hai.


Chand adhura hai sitaro ke bina,
gulshan adhura hai bahaaro ke bina,
samundar adhura hau kinaro ke bina,
jeena adhura hai tum jaise yaaro ke bina!!!


Kalam uthayi hai lafs nahi milta,
jisko dhoond rahein hain vo shaks nahi milta,
firte hain vo jamaane ki talaash mein,
bas humare liye unhe waqt nahi milta!!!


Dil mein umeedo ki shamma jala rakhi hai,
humne apni alag duniya basa rakhi hai,
is umeed ke saath ki a! ayega SMS aapka,
humne mobile par nazrein jama rakhi hain…


Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola
Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola
aur vo boli ki Thanda matlab Coca Cola


Yadd Karte hai tumhe tanhai mein,
dil dooba hai gamo ki gehrai mein,
hamein mat dhoonndho duniya ki bhid mein,
hum milenge tumhe phir kisi, free SMS ki scheme mein

Read more...

6 अगस्त 2008

Funny (SMS)

(1) Medical Shayari When you breathe,
you respire! Wah Wah! When you breathe,
you respire! Wah Wah! When you don’t breathe,
you expire! Wah Wah, kya baat hai!

(2) Ladki ek aisi paheli hai,
kabhi teri to kabhi meri saheli hai.
Kharcha karo to bole “darling, how are you?”.
Na karo to bole “brother, who are you?”.

(3) You know biggest irony of marriage is that,
Woman expects man to change & they don’t & Man
expects woman not to change & they do!

(4) A Couple- Before marriage Mad for each other,
After marriage Made for each other,
In future Mad because of each other…..!!!

Read more...

Funny (SMS)

(1) I cannot hide this from u any more.
I don’t want 2 hurt u and I feel it’s best if I tell u,
before you hear it from someone else …………
Potato Prices Have Gone Up !

(2) Dark were those days, without your sight.
When I was in darkness, you gave me light.
You gave me strength 2 make life bright.
Thank you so much PHILIPS TUBELIGHT !

(3) Tum haste raho, nachte raho,
muskurate raho, sada khil khilate raho,
khush raho aur gungunate raho, mera kya hai,
log tumhe hi pagal samzhenge….

(4) Khidki se dekha to raastey pe koi nahin tha,
Khidki se dekha to raastey pe koi nahin tha,
Raaste pe jaake dekha to khidki pe koi nahi tha.

(5) Two birds sitting on a tree.
A shikari came & shot 1 of them.
The other fly away…..why?
saala POLICE ke lafde me kaun padega !

Read more...

  © Shero Shairi. All rights reserved. Blog Design By: Jitmohan Jha (Jitu)

Back to TOP