.....
Love (SMS) लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Love (SMS) लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

26 अप्रैल 2010

Love (SMS)

(1) Fasle mita kar aapas me pyar rakhna,
Dosti ka ye rishta hamesha yunhi barkarar rakhna,
Bichad jaye kabhi aap se hum,
Aankhon me hamesha hamara intejar rakhna.

(2) Kisi na kisi pe kisi ko aetbar ho jata hai,
Ajnabi koi shaks yaar ho jata hai,
Khubiyo se nahi hoti mohabbat bhi sadaa,
Khamiyo se bhi aksar pyaar ho jata hai.

(3) Khuda se thoda rahem kharid lete,
Aap ke zakhmo ka marhar kharid lete,
Agar kahin kabhi bikti khushiyan meri,
To saari bechkar aapka har gam kharid lete.

(4) Gam ki aahat na aaye tere dar par,
Pyar ke samander ka tum bhi ek kinara ho,
Bhool se jo tapke teri aankhon say moti,
Thame wohi jo tumhe sabse pyara ho.

(5) Mohabbat me sath to harpal hota he,
Koi dikhne se hota he to koi dilse hota hai,
Maza to sath tab aye yaro,
Jab judai ka lamha mahsus hota hai

Read more...

Love (SMS)

(1) Zindagi hai nadan isiliye chup hoon,
Dard hi dard subah shaam isiliye chup hoon,
Keh du zamane se dastan apni,
Usme aayega tera naam isiliye chup hoon.

(2) Hoth keh nahi sakte jo fasana dil ka,
Shayad nazron se vo baat ho jaye,
Is ummid se karte hain intezar raat ka,
Ke shayad sapne me mulakat ho jaye.

(3) Sehmi si nigaho mein khwab hum jaga denge,
Sooni in raho pe phool hum khila denge,
Humare sang muskura ke to dekhiye,
Hum aapke har gum bhula denge.

(4) Kaise kehde ki unse milne ki chahat nahi,
Bekarar dil ko ab bhi rahat nahi,
Bhula dete unhe bhi magar kya kare dost,
Kisi ko bhulane ki is dil ko aadat nahi.

(5) Mana aaj unhe hamara koi khayal nahi,
Jawab dene ko hum razi he par koi sawal nahi,
Pucho unke dil se kya hum unke yaar nahi,
Kya hamse milne ko wo bekarar nahi.

Read more...

Love (SMS)

(1) Mohabbat ko mohabbat ka ishara yaad rehata hai,
Har pyar ko apna pyar yaad rehta hai,
Wo pal jo yaar ki baho me guzarta hai,
Maut tak vo nazara yaad rehta hai.

(2) Panchi keh rahe hai ki hum chaman chod denge,
Aur sitare keh rahe hai ki hum gagan chod denge,
Agar tere ishq mein mai mar bhi jau ae sanam,
Tum dilse pukar lena hum kafan chod denge.

(3) Aansu aa jate hain aankhon mein,
Par labon pe hasi lani padti hai,
Yeh mohabbat bhi kya cheez hai yaaro,
Jisse karte ho usi se chupani padti hai.

(4) Aap ka ashiyana dil mein basaya hai,
Apki yado ko sine se lagaya hai,
Pata nahi yaad apki hi kyo aati hai,
Dost to hamne auro ko bhi banaya hai.

(5) Dosti gazal hai gane ke liye,
Dosti nagma hai sunane ke liye,
Ye wo jazba hai jo sabko nahi milta,
Kyonki aap jaisa chahiye nibhane ke liye.

Read more...

Love (SMS)

(1) Lahar aati hai kinare se palat jati hai,
Yad ati hai dil me simat jati hai,
Faraq itna hai ki lehar bewaqt ati hai,
Aur aap ki yaad har waqt ati hai.

(2) Nazre na hoti to nazara na hota,
Duniya main hasino ka guzara na hota,
Hamse yeh mat kaho ke dil lagana chhod de,
Jaake khuda se kaho hasino ko banana chhod de.

(3) Leke hum dusro ki hasi kya kare,
Jo apni nahi wo khushi kya kare,
Tanha jine se behatar hai mar jaye hum,
Jab saath tum nahi to zindagi jikar kya kare.

(4) Phool bankar muskurana zindagi hai,
Muskurake gum bhulana zindagi hai,
Milkar log khush hote hai to kya hua,
Bina mile dosti nibhana bhi zindagi hai.

(5) Tumhari yaadon ki mehek in hawaon mein hai,
Pyar hi pyar hi bikhra in fizao mein hai,
Aisa na ho ki duriya dard ban jaye,
Ab to aapke msg ka intezaar niaghon mein hai.

Read more...

Love (SMS)

(1) Har khushi dil ke karib nahi hoti,
Zindagi gamo se dur nahi hoti,
Ae dost is dosti ko sanjokar rakhna,
Aisee dosti har kisi ko nasib nahi hoti.

(2) Hum mitti ka aashiyana banate gaye,
Bana bana kar unhe mitate gaye,
Hume koi na apna bana saka,
Hum har kisi ko apna banate gaye.

(3) Kaun hai jo manzil se door nahin,
Kaun hai jo zindagi se majboor nahin,
Gunaah to sabhi karte hain,
Humari nazar mein to khuda bhi bekasoor nahin.

(4) Kab unki palkon se izhaar hoga,
Dil ke kisi kone mein hamare liye pyar hoga,
Guzar rahi hai raat unki yaad mein,
Kabhi to unko bhi hamara intezar hoga.

(5) Lamhe ye sunhere kal sath ho na ho,
Kal me aaj jaisi baat ho na ho,
Yaadon ke hasin lamhe dil me rehenge,
Tamaam umar chahe mulaqat ho na ho.

Read more...

13 जनवरी 2010

Love (SMS)

(1) Tujse dosti karne ka hisab na aya,
Mere kisi bhi sawal ka jawab na aya,
Hum to jagte rahe tere hi khayalo me,
Aur tujhe so kar bhi hamara khawab na aya.

(2) Jakham aisa diya ki koi dawa kaam na aayi,
Aag aise lagayi ki paani se bhi bhuj na payi,
Aaj bhi rote hai unki yaad main,
Jinhe hamari yaad hamare guzar jane par bhi na aayi.

(3) Bhool jane ka hounsla na hua,
Door rah kar bhi wo juda na hua,
Unse mil kar kisi aur se kya milte,
Koi dusra unke jaisa na hua.

(4) Kaanch chube to nishan reh jaata hai,
Dil tute to armaan reh jaata hai,
Laga to deta hai waqt marham is dil par,
Phir bhi umra bhar ek zakhm reh jata hai.

(5) Log phoolon se mohabbat karte hai,
Kaaton ko kisne yaad kiya,
Hum kaaton se mohabbat karte hai,
Kyunki phool ne hume barbaad kiya.

Read more...

Love (SMS)

(1) Nazroo se jab nazar ka takrar hota hai,
Har mod par kissi ka intezaar hota hai,
Dil rota hai zakham haste hai,
Isi ka naam to pyaar hota hai.

(2) Unhone dekha aur aansu gir pade,
Bhari basant mein jaise phool bikhar pade,
Dukh woh nahin ki unhone hume alvida kaha,
Dukh to ye he ki uske bad wo khud ro pade.

(3) Mana ye waqt hame yaad karne wala nahi,
Par bewaqt he yaad karliya karo,
Mana aapke aspas sari duniya hai,
Kabhi hamari kamika bhi ehsas karliya karo.

(4) Nashili aankho se wo jab hamein dekhte hain,
Hum ghabraakar ankhen jhuka leite hain,
Kaun milaye unn ankhon se ankhen,
Suna hai wo ankho se apna bana leite hai.

(5) Har pal muskurana zindagi hai,
Muskurakar gam bhulana zindagi hai,
Jeet kar muskurana bhi kya muskurana hai,
Haar kar muskurana zindagi hai.

Read more...

Love (SMS)

(1) Hum nibhayenge dosti marte dum tak,
Hum hasayenge tumko gham se khushi tak,
Aye dost kabhi humse naraz na hona,
Saath rehna hamare akhiri dum tak.

(2) Jab se tumhe jana hai,
Jab se tumhe paaya hai,
Har dua mein tera naam aaya hai,
Taaki poochhu rab se ki yeh kaisa namoona banaya hai.

(3) Ret pe naam kabhi likhte nahi,
Ret pe naam kabhi tikte nahi,
Log kehte hai ki hum patthar dil hain,
Lekin pattharo pe likhe naam kabhi mit te nahin.

(4) Aankhon me rahne walo ko yaad nahi karte,
Dil me rehne walo ki baat nahi karte,
Hamari to ruh me bus gaye hain aap,
Kabhi to hum milne ki fariyaad nahi karte.

(5) Kafi hai husn dil ko behlane ke liye,
Mohabbat karlo dil ko dukhane ke liye,
Chahe bhale pade gam se vasta,
Ek hum jaisa dost rakhna sab gamo ko bhulane ke liye.

Read more...

15 सितंबर 2008

Love (SMS)

(1) Pyar ke ujalo me gum ka andhera kyu aata hai,
jisko hum chahte hai wohi kyu rulata hai,
mere khuda agar wo mera naseeb nahi to aise logon sekyu milata hai

(2) Waqt guzrega hum bikhar jayenge,
kaun jane ke hum kidhar jayenge,
hum apki parchayi hain yaad rakhna,
jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge

(3) Every tear is a sign of brokenness,
every silence is sign of lonliness,
every smile is sign of kindness,
every sms is sign of remembrance

(4) Phool bankar muskurana zindagi hai,
muskurake gum bhulana zindagi hai,
milkar log khush hote hai to kya hua,
bina mile dosti nibhana bhi zindagi hai

(5) Tujse dosti karne ka hisab na aya,
mere kisi bhi sawal ka jawab na aya,
hum to jagte rahe tere hi khayalo me,
aur tujhe so kar bhi hamara khawab na aya

Read more...

Love (SMS)

(1) Hum agar aapse mil nahi pate
aisa nahin ke hameinaap yaad nahi aate,
mana jahan ke sab rishte nibhaye nahi jate,
par jo bas jate hai dil me phir bhulae nahi jate.

(2) Nazar nawaz najaro me ji nahi lagta,
fiza gai to baharo me ji nahi lagta,
na puchh mujse tere gum me kya gujarti hai,
yahi kahunga hazaron me ji nahi lagta

(3) Never search ur happiness in others which will makeu feel alone,
but search it in urself u will feel happy even if uare left alone

(4) Kafi hai husn ko behlane ke liye,
mohabbat karlo dil ko dukhane ke liye,
chahe bhale pade gam se vasta,
ek hum jaisa dost rakhna sab gamo ko bhulane ke liye

(5) Fiza par asar hawaon ka hota hai,
mohabbat par asar adaon ka hota hai,
koi aisa hi kisi ka diwana nahi hota,
kuch kasoor to nigahon ka hota hai

Read more...

  © Shero Shairi. All rights reserved. Blog Design By: Jitmohan Jha (Jitu)

Back to TOP