.....

6 जनवरी 2009

Ram Navami (SMS)

(1) Ram ji ki jyoti se noor milta hai,
Sabke dilo ko shurur milta hai.
Jo bhi jata hai ram ji ke dwar,
Kuch na kuch use jarur milta hai.
Happy Ram Navami..


(2) Bajre ki roti, aam ka achar,
Suraj ki kirne, khushiyo ki bahar,
Chanda ki chandni,apano ka pyar,
Mubarak ho aapko..Ramanavami ka tyohar.


(3) Ram jinka naam hai,
Ayodhya jinka dhaam hai,
Aise Raghunandan ko,
hamara pranam hai,
Aapko aur apke parivaar ko..
Ram Navami ki Haardik shubhkaamnaye...


(4) Sita maa ka Dhairya,
Lakshmana ji ka Tej aur Bharat ji ka tyaag..
Hum sabko jeevan ki seekh deta rahey..
Happy Ram Navami...


(5) Let us pray sacred mantras,
in the praise of eternal savior:
“Om Sri Ram Jai Ram Jai Jai Ram”.

Wish you be accompanied with auspiciousness and blessings of Rama Navami...

Read more...

Janmashtami (SMS)

(1) Krishna k raho pe kadam badate chalo,
Ab murli nahi to Siti bajate chalo.
Radha to ghar wale dilayenge hi..
Magar tab tak Gopiya patate chalo...
Happy Janmashtami...


(2) Jab jab hove dharm ki hani,
Tab tab leve Avtar bhagwan.
Kar deve mardan papiyei ka,
Mukti deve hum prithvi vasiyon ko..
Jai shri krishana, Happy Janmashtami..


(3) Shri Krishna Goving,
Hare Murari, Hey Nath Narayan,
Vasudeva.. Jai Ho Shri Krishna..
Happy Janmashtami..


(4) Maakhan khave, Shor machave..
Gopiyon ke sang Raas rachave,
Murli bajave, Mann harshave,
Hai Natkhat Nand Gopal...
Wish U A very Happy Janmashtmi


(5) Makhan churakr jisne khaya,
Bansi bajakr jisne nachaya,
Khushi manao uske janm ki,
Jisne duniya ko Prem shikhaya.

"HAPPY JANMASATMI"

Read more...

  © Shero Shairi. All rights reserved. Blog Design By: Jitmohan Jha (Jitu)

Back to TOP