.....

15 सितंबर 2008

Love (SMS)

(1) Pyar ke ujalo me gum ka andhera kyu aata hai,
jisko hum chahte hai wohi kyu rulata hai,
mere khuda agar wo mera naseeb nahi to aise logon sekyu milata hai

(2) Waqt guzrega hum bikhar jayenge,
kaun jane ke hum kidhar jayenge,
hum apki parchayi hain yaad rakhna,
jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge

(3) Every tear is a sign of brokenness,
every silence is sign of lonliness,
every smile is sign of kindness,
every sms is sign of remembrance

(4) Phool bankar muskurana zindagi hai,
muskurake gum bhulana zindagi hai,
milkar log khush hote hai to kya hua,
bina mile dosti nibhana bhi zindagi hai

(5) Tujse dosti karne ka hisab na aya,
mere kisi bhi sawal ka jawab na aya,
hum to jagte rahe tere hi khayalo me,
aur tujhe so kar bhi hamara khawab na aya

Read more...

Love (SMS)

(1) Hum agar aapse mil nahi pate
aisa nahin ke hameinaap yaad nahi aate,
mana jahan ke sab rishte nibhaye nahi jate,
par jo bas jate hai dil me phir bhulae nahi jate.

(2) Nazar nawaz najaro me ji nahi lagta,
fiza gai to baharo me ji nahi lagta,
na puchh mujse tere gum me kya gujarti hai,
yahi kahunga hazaron me ji nahi lagta

(3) Never search ur happiness in others which will makeu feel alone,
but search it in urself u will feel happy even if uare left alone

(4) Kafi hai husn ko behlane ke liye,
mohabbat karlo dil ko dukhane ke liye,
chahe bhale pade gam se vasta,
ek hum jaisa dost rakhna sab gamo ko bhulane ke liye

(5) Fiza par asar hawaon ka hota hai,
mohabbat par asar adaon ka hota hai,
koi aisa hi kisi ka diwana nahi hota,
kuch kasoor to nigahon ka hota hai

Read more...

  © Shero Shairi. All rights reserved. Blog Design By: Jitmohan Jha (Jitu)

Back to TOP