.....

26 अप्रैल 2010

Love (SMS)

(1) Lahar aati hai kinare se palat jati hai,
Yad ati hai dil me simat jati hai,
Faraq itna hai ki lehar bewaqt ati hai,
Aur aap ki yaad har waqt ati hai.

(2) Nazre na hoti to nazara na hota,
Duniya main hasino ka guzara na hota,
Hamse yeh mat kaho ke dil lagana chhod de,
Jaake khuda se kaho hasino ko banana chhod de.

(3) Leke hum dusro ki hasi kya kare,
Jo apni nahi wo khushi kya kare,
Tanha jine se behatar hai mar jaye hum,
Jab saath tum nahi to zindagi jikar kya kare.

(4) Phool bankar muskurana zindagi hai,
Muskurake gum bhulana zindagi hai,
Milkar log khush hote hai to kya hua,
Bina mile dosti nibhana bhi zindagi hai.

(5) Tumhari yaadon ki mehek in hawaon mein hai,
Pyar hi pyar hi bikhra in fizao mein hai,
Aisa na ho ki duriya dard ban jaye,
Ab to aapke msg ka intezaar niaghon mein hai.

एक टिप्पणी भेजें

  © Shero Shairi. All rights reserved. Blog Design By: Jitmohan Jha (Jitu)

Back to TOP